एकी आंदोलन || भोमट भील आंदोलन || मोतीलाल तेजावत || राजस्थान के प्रमुख जनजातीय आंदोलन in hindi PART-2 HD

13.06.2017
is video me rajasthan ki janjatiya andolan ke antergat bhomat bhil andolan ya eki andolan ke bare me btaya gya h. is andolan ka netritv motilal ji tejawat ke dwara kiya gya. motilal tejawat ka janm kolayri ganv udaipur me hua tha. inhone bhilo ko iktha krne or unko shikshit krne ka bida uthaya tha. inhone chittorgarh jile ke rashmi tehsil ke matrikundiya namak sthan pr bhilo ko iktha krke 21 sutri mango ko lekr mewar ke maharana ke pas phunche. usi 21 sutri mango ko mewar ki pukar ke nam se jana jata h.or age chalkr inhone andolan ko jari rkhte huye nimda namak sthan pr andolan kiya tb angrej seniko ne in pr andhadhundh golibari shuru kr di or 1200 bhil on the spot shahid ho gye. is prakar yh andolan smapt ho gya.yh video vibhinn exam jese ias, ras, upsc, csat, ssc, bank, bank po, railway, gramsewak, patwari, hostel warden, vanrakshak, ssc chsl aadi ke liye important sabit hoga.in this channel we are provide the best general knowledge material ,,,the material are very authentic and clean but we are the man not god if any mistake found in the material to matr ek sanyog hoga iski jimedari channel ki nhi hogi

Похожие видео

Показать еще