Nanhe Munne Bachche Teri Mutthi Mein Kya Hai - Children's Popular Animated Film Songs HD
This beautiful song is sung by Mohammad Rafi and Asha Bhosle from the movie boot polish(1958). Movie name: Boot polish Director: Prakash Arora Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai muthi mein hai taqdeer humari muthi mein hai taqdeer humari humne kismat ko bas mein kiya hai bholi bhaali matwaali aankho mein kya hai aankhon mein jhoome umeedon ki diwali aankhon mein jhoome umeedon ki diwali aane wali duniya ka sapna saja hai nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai Bheek mein jo moti mile loge ya na loge zindagi ke aansuyon ka bolo kya karoge bheek mein jo moti mile to bhi hum na lenge zindagi ke aansuyon ki mala pehne ge mushkilon se ladhte phirte jeene mein maza hai Nanhe munne bacche teri muthi mein kya hai.. Humse na chhuhpaayo baccho humein to bataayo aane wali duniya kaisi hogi samjhaayo aane wali duniya mein sab ke sar pe taj hoga na bhookon ki bheedh hogi na dukhon ka raj hoga badle ga zamana yeh sitaaron pe likha hai nanhne munne bacche teri muthi mein kya hai... Label: Children Songs, Hasrat Jaipuri, Kid Song, Kids Songs, Md.Rafi, R, Shankar Jaikishan, lakdi ki kathi, chanda hai tu, chanda mama door ke, hindi nursery rhymes, remamare, hindi baby rhymes, ek chidiya anek chidiya, chu chu karti aayi chidiya, ichak dana bichak dana, chanda hai tu mera suraj hai tu cartoon, hindi rhymes for children, dadi amma dadi amma maan jao, hindi children songs hd, hindi children songs playlist