क्रेडिट कार्ड क्या है क्रेडिट कार्ड के नियम और इस्तेमाल करने का सही तरीका HD

27.11.2017
Credit cards kya h Hello dosto nmste Mera nam h raja Aor aap dekh rahe h Mera youtub channel science activity To dosto waise to aap ko credit card se rileted bahot se video mil jaynge YouTube pr Aor sbhi YouTubers apni apni smjh se aap ko samjhane ki kosis krenge Lekin itne video pde hone k baad bhi mai ap ko apni smjh se aap ko samjhane aor batne ki kosis karunga To dosto credit card kya h to chaliy bta deta hun Credit card Ak electronic and maignet aor plastic se bna hua card h jiski size hoti h height 66 mm aor with 33 mm Jo sem aap ke atm card ki tarah hi hota h Ye Ab Sawal ye h ki Ye credit card kin logo ko milta h For aximpl friends maan lo ham ak rasn ki dukan se nagad kharidari krte h Aor dukan wale ke pass hamara achha ricord ban jane ke baad o hame offer deta h ki ab aap udhar bhi samaan mere pass se le skte ho payment aap hr ak mahine baad kr diya kro kyoki use aap pr Viswas ho gaya h ki ye mera customer len den me achha h Sem wahi condition bank pr bhi lagu hoti h Maan lo hamara khata open hua sbi bank pr aor hamare trasection pr bank ki najr h ki hm kitna time pr len den kr rahe h aor appne acount pr kitna balains maineg krke rkh rahe h yahi sb jab hmara ricord dekha jaata h to hame bank caredit card ka offer deti h ki aap hamri bank se credit card prapt kr skte ho niyam aor srton k sath O niyam kya h obhi mai bta deta hun Dekho dosto waise kai bank aap ko 45 din ka time deti h Kai bank do cahr din aage pichhe hota h banki Sem condition h sari banko ka Ab baat ati h ki kharide kab bhare kab kaise pta lagega to dosto is genrtion me mobile to sb ke pass hi h aor sb ke mobile number bnk acount or link hote h To dosto Mai apne credit card k timing k bare me bta deta hun for axampl ‎ to dosto mere card ki timing h mahine ki 18 tarikh ko bill genrate hota h aor use aane wali 7 tarikh ko pay krna hota h to dosto aap ko ye maan kr hamesha chalna hoga ki ham jo bhi Soping kiya h use agle 7 tarikh ko pay krna h agr aap chahte h ki pure 45 din ka faida uthaya jay to aap Bill genrate hone ke ak din baad soping kro to aap ko puara faida utha skte ho Aor agr aap bahot jyada Soping kr liya h aor use Bank ke diy huy time pr nhi bhar pate ho to aap ko painalti yeni ki fine dena pd skta h aor aap ka ricord bhi bank ki najar me kharab ho skti h credit limit bhi ghatai ja skti h Aor Credit card ke bailuns ko agr aap chahete hain ki cas me convert krna to mere chainnl pr o video pahele se avelval h aap dekh skte hain Aor asani se Bank acount pr transfer krke Case nikal skte hain Aor ab aap agr ye soch rahe hain ki Kya credit card se atm masin se paise nikal skte hain to dosto bilkul nikal skte ho lekin is pr bhi condition laagu h cas nikalne ki bhi ak sima h 5000 ya 10000 hajar tak hi lagbhag hoti h maan lo aap kisi bank ki km kisi jyada Pr aap ko agr pure paise niklne ki baat ati h to kisi waillet me krke kuchh parsent wallet malik ko dekar bank account pr kr skte ho Aor agr aap credit card banwane ki ichha rakhte hain to Usk

Похожие видео