Samajh ki Parakastha - Tukaram ji maharaj or Hanumaan ji ke jeevan ke prasang HD
Na chahne par sukh dukh aa jate hai us me sukhi dukhi hona na hona humare hath ki baat hai akash ya bhagwan ya guru ke chitra ko dekh kar 1 tak dekhe omkar ka gunjan kare mahatma ko 1 hi kaam kar rahe 4 alag alag majdooro ne apni dharna ke anusaar agal alag uttar diye tukaram maharaj ji ne kisi kisaan ke sath ganna boya.. saal bhar mahnat karne ke baad apna hissa maangne gaye to kisaan thoda beimaan the usne sirf 30 40 kilo ganna dete hue bola bus itna hi tumhara hissa hai tukaram ji ne socha jo bhagwan ki marzi.. ganna uthakar ghar k liye nikle raste me kahi mandir me kirtan ho raha tha.. kirtan me mast ho gaye ganne ki gathri bahar rakh di pujari ne socha koi chada gaya hoga usne tukda tukda karke ganna baant diya.. fir awaz lagai ki jo puyatma ganna lekar aya tha wo prasaad le le or tukaram ji ko 1 ganna prasaad me diya.. tukaram ji ne fir bhi dukh nahi banaya socha mere bhagwan ko arpan karne se pahle hi bhagwan ne swikaar kar liya.. maja vitthalla tu kitna dayalu hai.. ghar pahunche to patni badi naraz hui.. or jhallate hue boli saal bhar mehnat ka hissa bus 1 ganna or wo ganna de mara tukaram ji ko.. ab to tukaram ji ne had hi kar di or bole wah bhagwan wah kaisi prerna karte hai aap.. apne hi ise aisa prerna ki hogi ke usne mujhe ganna maar kar is ganne ke 2 tukde kar diye ye le adha tera adha mera.. or bhaaw samadhi me chale gaye.. kriya to uke sath kisaan ke dwara thagi ki hui or mandir me bhranti ki hui or patni ke dwara dwesh ki hui leki tukaram maharaj ki samajh itni unchi thi ki teeno paristhiti me unke man ne bhagwad anand hi utpann kiya gilahri raam setu me ret ke kan dalkar sewa kar rahi thi jis se bandaro ko pareshani ho rahi thi hanuman ji ne mazak meuski poonch daba di.. gilahri ram ji ke paas fariyaad lekar pahunchi ram ji ne badleme hanumaan ji ki pooch dabai... hanumaan ji ram ji ka bhaav karke peeda bhool kar samadhisth ho gaye or gilahri ke paas fir se pooch dabane pahunch gaye.. jis se ram ji unki pooch fir se dabaye To Watch FREE LIVE Webcast of Sant Shri Asharamji Bapu on Mangalmay TV Visit : http://www.ashram.org/live For More Information Visit : http://www.ashram.org Join Ashram on Facebook https://www.facebook.com/SantShriAsharamJiBapu Join MPPD on Facebook http://www.facebook.com/ParentsWorshipDay Keywords : asaram bapu ji , asharam bapu ji , ashram , satsang , self realization , sant , bhajan , kirtan , sankirtan , discourse , ashram, hindu , nirvana, moksha, atmasakshatkar , आसाराम बापूजी ,आसाराम बापू , आशाराम बापू , सत्संग