7 Fut lamba Python ko Rescue kiya gaya , Kevadia Colony , Gujrat , Narmada
Nasvadi k Voraa gaon me se 7 Fut lamba Python ko Rescue kiya gaya. Narmada Dist k najdik k Nasvadi k Vohraa gaaon me ek khet me 7 fut lamba Ajgar dikha gaya.. khet me majdur kaam kar rahe the us waqt ek Worker ki najar Uss Python pe padte hi usne or baki ke Worker ko choknNa kiya or vaha se sab majur bhag gaye or Khet malik ko iss baat ki jaan ki. khet malik ne turant Najdik ki Forest office me jaan kar di. or vaha k R.f.o Bariya sir ne iss baat ki jaan Narmada Dist ki Friends of Animals team ko Call karke sari baat batayi call milte hi team k members Tadvi Ajay & Tadvi Munna bhai turant Vohraa gaon me batayi huyi jaga par pahoch gaye.. or Ja k dekha to ek 7 to 8 Fut lamba Python jisko Gujrati me Ajgar kaha jata he voo ek Rabbit ke baby ko ( Nanu saslu ) ko Apna khorak banake Nigalla huva tha or vaha Par betha tha Rescue work start hote hi Ajgar ne nigla huva Rabbit turant bahar fek diya or Team k Members pe atack karne laga. takriban 30 minit k aas pass ajgar ko kabu me kiya gaya or ek Kothre me puraa gaya. Ajgar pakdte hi pure gaon me Khusi ki laher Dikhai de rahi thi. team k members ne us Python ko Nasvadi Forest office ko sopp diya or unlogo ne bataya ki is python ko Dur jungle me 6od dege..