15 Shaban Manqabat 2019 | Faqat Zulfiqar hai | Imam Mehdi Manqabat | Joan Rizvi New Manqabat 2019 HD

20.04.2019
Manqabat 2019 | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai | Joan Rizvi | 15 shabaan zahoor e Imam Zamana(as) ☆ On the Auspicious Occasion Of 15 Shaban Wiladat e Mola Imam Mehdi AJTF Ibne Moula Imam Hasan Askari (A.S) Video Info :- Recited | Joan Rizvi Manqabat Title | is dor ka ilaaj faqat zulfiqar hai Poetry | Mahmood Rizvi Audio | ODS Karachi Video & Editing | TNA Productions Label | Syam Productions Media Partner | HaiderTV & Shia online community Islamic Date | 15 shabaan 1440 #NewManqabat2019 #isdorkailaajfaqatzulfarhai #JoanRizvi *Watch Also Latest Manqabat 2018 Album Videos* 1 - Manqabat Year 2019 #1 https://www.youtube.com/watch?v=6o4nBJu0HDU 2 - Manqabat Year 2019 #2 https://www.youtube.com/watch?v=7Z_GgDUhMkk 3 - Manqabat Year 2019 #3 https://www.youtube.com/watch?v=It99m97-ROw More Searching Hashtags For User :- #JoanRizviNohay #JaonRizviManqabat #Nohay #Manqabat #JoanRizviManqabat ============================== Follow Us On Our Other Social Media Channels :- Official Facebook Page https://www.facebook.com/joanrizviofficial/ Official Instagram https://www.instagram.com/joanrizviofficial/ Official Youtube https://www.youtube.com/results?search_query=joan+rizvi+official ============================== Introduction: Full name - Syed Joan Ali Rizvi DOB- 4th June 1996 Education - BBA(H) - MBA will be started right after completion of BBA city of Origin - Karachi Joan Rizvi is one such zakirs e ahlaybayt. Who has proved his talent by reciting Nohas and Manqabat. He doesnot have a reciting family background but he was encourged since childhood by his family and friends to make best of this gift. Copyright prohibited ⓒ - Joan Rizvi ======================= Kalam Lyrics dunia main aaj pehla hua inteshar hai halat keh rahay hain had e intezar hai yeh humna kab kaha k humain jung sa pyar hai is dour ka ilaaj faqat zulfiqar hai parda utha k ghaib sa ayain bari hai aas lein adal ki fiza main kabhi chain ki to saans is zindagi ka mola kahan aitbaar hai kerdein agar zahoor qayamat ki ho ghari her dour k yazeed ko lag jayay kap kapi pora ho hisaab jo abhi tak udhaar hai pani pa aker mola musalla bhichaiya eesa perhay namaz imamat keraiya sahil sa mooj kehti yehi bar bar hai jo baaniya sitam hai koi bhi na bach sakay kis main hai dam ajar ka jo samna kernay na charnay ab pahar na chupnay ko ghaar hai Zahra ka laal ghaib sa ayay to dekhna qabaroon sa nikal k woh kahaingay yeh dekhna yeh to wohi hai hath wohi zulfiqar hai likhker ariza yaad bhi kertay hain subah shaam majlis ka manqabat ka bhi kertay hain aitmaam zikar e zakat o khums hi zehnoon pa baar hai kaisa hai ishq kaisa mera intezar hai sorish kahen fasaad kaheen fitna sazia apnoon k darmayan yeh hoti laraiaan tehzeeb ka yehi hai yehi kya showar hai majlis main koi jayay ga masjid main koi aur mataam koi keray ga to amaal koi aur aaal e nabi na kya yeh kaha aik baar hai Mola kisi tarhan sa humain aik kijiya likha arizay pa hai yehi dekhlijiya mola diloon ko jordh do

Похожие видео