Ek to surat pyari..Rafi_Asha Bhosle_Prem Dhawan-Roshan..a tribute
Song :Ek to surat pyaari aur upar se ye naaz .. Movie: Vallah Kya Baat Hai ,1962, Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Lyricist: Prem Dhawan, Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan) Producer/Director:Hari Walia, Cast : Shammi Kapoor, Bina Rai, Nishi,Abhi Bhattacharya,K N Singh,Maruti Rao,Anant Apte,Raja,Munsi Munnaka,Tuntun,Janki Das,Rajan Kapoor,Mumtaz,Nag Paul,Edvina, Production Co:Nitie Pictures, Lyrics:- ek to soorat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz tum hi bataa do ae ji kyaa sachchi hai ye baat neeli aankhonwaale hote hain dhokhebaaz ek to soorat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz idhar ye nigaahein udhar woh ghataayein dil kyaa kare ae ae ae deewaanaa ye baatein anjaani na janoon main deewaani tum hi zaraa aa aa aa samajhaanaa idhar ye nigaahein udhar woh ghataayein dil kyaa kare ae ae deewaanaa ye baatein anjaani na janoon main deewaani tum hi zaraa aa aa samajhaanaa he he he hey deewane ko kyaa samjhaayegaa deewaanaa ahhhaaaaa ek tho surat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz tum hi bataa do ae ji kyaa sachchi hai ye baat neeli aankhonwaale hote hain dhokhebaaz barsti bahaarein machalti phuhaarein uff ye samaa aa aa aa mastaanaa ye rimjhim paani kare hain manmaani dil bhi huaa aa aa begaanaa barsti bahaarein machalti phuhaarein uff ye samaa aa aa mastaanaa ye rimjhim paani kare hain manmaani dil bhi huaa aa aa begaanaa he he he hey yehi tho hai jee dilwaalon ka zamaanaa ahhhaaaaaa..aaaa...aaaa ek tho soorat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz tum hi bataa do ae ji kyaa sachchi hai ye baat neeli aankhonwaale hote hain dhokhebaaz jidhar hum jaayein chaman khil jaayein hansne lage ae ae ye nazaare jahaan pe ruk jaayein wohi pe jhuk jaayein kyaa chaand kyaa ...aaa...aaaa ye sitaare he..he he hey ishaaron pe chale hamaare ye zamaanaa ahhhaaaaaa..... ek to surat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz tum hi bataa do ae ji kyaa sachchi hai ye baat neeli aankhonwaale hote hain dhokhebaaz ek to surat pyaari aur oopar se ye naaz dil lene ke taubaa ye kaise hain andaaz.. Storyline :- Unable to get his ailing mother treated, Bombay-based unemployed Kundan [shammi kapoor]has nothing but regret when she passes away, and he pledges to help every needy person. He cannot resolve any issues without money, so he starts to gamble at a club run by Firoz Singh[kn singh] and also gets close to a dancer named Kate[nishi]. With money coming in he assists every needy person in his neighborhood. With increasing reports of children being abducted in the city, he comes across a mysterious woman, Reena[beena rai], who he met when she was disguised as a male named Dilbar Hussain, and both fall in love. Then his life will be not only be turned upside down but he will be forced to go on the run after a child named Raja, the son of Ashok, goes missing, and the police suspect him of being the kidnapper. Wr