ay ibn-e-zahra A.S
La illaha illalah, Laillaha Illalah Muhammadur rasuloolah Aliyun waliyullah Wasiyo rasullallah Shah ast hussain, Badshah ast hussain, Deen ast hussain, Deen panah ast hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 1. Teri bahan ye dekhti thi tile par Tera badan tha teer ke mussale par Gale pe ahista chhuri chalata tha Sawaar zalim hoke tere sine par Kullun qatrah, min dammik mawla, Hussain dhakara allahu, al-ladhi awla, Hussain nadhara al-baari, ilayk wa qaala, Hussain al-deenu yuqtalu, law la dimaaka, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 2. Laraz rahi thi reyt, andhera tha wo sama(n) Jab aapke tan se nikal rahi thi jaa(n) Har aik lasha dasht mei tarapta tha Ab awo godi me jo kehrahi thi maa(n) Heenama qata-aa, al-sayfu nahra, Hussain Zalzala al-aalam, ala musaaba, Hussain Tabki az-zahra, bi qurbi jismi, Hussain Damman matarat, wa radu fi al-samaa, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 3. Tere bahattar me, har ik mujahid tha Maidan se koyi, na lot ke aya Habib tha asghar, wo nawjawan tera Tu apne kandhe par, uthaya har lasha Wa dammu al-asghar, mala-aa wajha, Hussain Mala-aa yaduhu, wa rama fi al-samaa, Hussain Jismuka nahrun, min al-dimaai, Hussain Saabirun anta, ala musabika, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 4. Mashko alam leke, chala tera abbas Kaha sakina se bujjegi teri pyaas Jo teer kuze ko laga to phir wapas Chala tha dariya ki taraf haram ki aas Jita li Abbas, li tara ghammih, Hussain kaana hunaak, sehman bi aynih, Hussain kasara qalbik, idha ra aytah, Hussain wa dharaayhi fusila an jismih, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 5. Tha imteha(n) allah wo baap par kaisa, Jawan bête ki jo laash par pohncha Tarap rahi thi lash jab pidar kehncha Pisar ke sine se, tutta huwa neza Dakhala al-rumhu, fuaad al-akbar, Hussain Shibluka anta, ya shiblu Haider, Hussain Raqadha nahwahu mutaathir, Hussain Al-rumhu dakhala, wa takassar, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 6. wo laal zainab ke, riza-e sheh payei(n) Ali o jaffar banke dasht me aayei(n) Ye kehte the hum Aun aur Muhammad hai(n) Teri qaza ko saath mei hai ham laayei(n) Al-akhwayni, aun wa Muhammad, Hussain Ibnaani zainab, ahfaadu ahmed, Hussain Wa in qutilu, ala yadi al-shar, Hussain Wa asbaha al-taffu lahuma marqad, Hussain (Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain, Tune bachaya, hai deen khuda ka, hussain) x2 7. Beparda jab darbaare sham me aayi, bibi khare hokar jaha(n) ko batlayi Suno zara me fatema ki beti hu(n) Yazid se dee(n) ko bacha ke wo layi Ya akhu al-zainab, Undhur ilayha, Hussain Hunaak salaasil, bayna yadayha, Hussa
Похожие видео
Показать еще