Travel To Marshall Islands | History And Documentary Marshall Islands Urdu | جزائر مارشل کی سیر HD

17.04.2018
Travel To Marshall Islands | Full History And Documentary About Marshall Islands In Urdu & Hindi | جزائر مارشل کی سیر Video URL: https://youtu.be/npNX_FUGoYs ############################## Related Video ############################## Travel To Germany | Full History And Documentary About Germany In Urdu & Hindi | جرمنی کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=ufLEKUT1zgY Travel To Malta | Full History And Documentary About Malta In Urdu & Hindi | مالٹا کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=rZdGZiH1uDQ Travel To Saudi Arabia | History And Documentary Saudi Arabia In Urdu & Hindi | سعودی عرب کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=-AyU3RoyBFs Travel To Ukraine | Full History And Documentary About Ukraine In Urdu & Hindi | یوکرائن کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=WJ2g0bVFrB8 Travel To North Korea | History And Documentary About North Korea Urdu & Hindi | شمالی کوریا کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=mcnz0vMenTk Travel To Fiji | Full History And Documentary About Fiji In Urdu & Hindi | فجی کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=LgPNKcgmvBs Travel To Belgium | Full History And Documentary About Belgium In Urdu & Hindi | بیلجیئم کی سیر https://www.youtube.com/watch?v=MLCiBUuH9Co ************************************************************************** Amazing Facts And Urdu History And Documentary About Marshall Islands ************************************************************************** Asslamo Alaikum Aaj ham aap doston ko sair k lye lay kar jaany waly hen Oceanos k Khobsorat Mulk Marshall Islands ki Aor aaj ham Marshall Islands kay Haseen o jamil nazaaron say Lutaf andooz honnay k saath sath Marshall Islands ky un tamam hqaaiq aor Malomaat say parda uthaany ki koshish karen gay jo Marshall Islands k bary men aaj say pahlay Urdu aor Hindi Zuban men YouTube par mojod nahe thay, Marshall Islands ko jzaair marshil k naam say bhi pokaara jaata hay, aap k zehan men ye naam aaty hi ye khyaal zaror aata ho ga k ye koi mulk ka hissa hon gay jab k aisa nahe nahe hay balkay ye jzaair khud aik Mulk hen, Aor aaj ham aap doston ko issi mulk kay baary men tafsel say btaany waaly hen, Marshall Islands 34 jzaair say mill kar bna howa aik mulk hay, in men sirf 24 jzaair ayse hen jahan zindgi hay baaqi jzaair ya to itnay chotay hen k wahan zindgi abaad nahe h sakti aor baaz jazeeron par zindgi ki saholyaat na hony k brabar hay tabhi baaqi jzaair par aabaadi nahe hay, albata dosry mumalik say aany waaly visitor in dosray Island par ja kar zindgi k khob azy lety hen, Marshall Islands ka kull raqba 181 muraba kilometer hay,aor ye mulk raqby k hwaaly say dunia men 191 number par aata hay, 2016 men lgaye gaaye aik andaazy kay mutabiq Marshall Islands ki abaadi 53066 afraad hay, Marshall Islands par loog sab say pahaly janoob mashrqi Asia say aaye thy aor a kar yahi abaad ho gaaye thy, Marshall Islands ko Marshal Island ka naam aik Rosi bashandy nay dia tha, Marshall Islands men copra khushk narial aor meet bari tadaad men paida kia jaata hay,

Похожие видео