माँ उत्तरी भवानी (बाराही देवी ) के दर्शन और कुछ बातें। Maa barahi devi ke darshan। VLOG#7 HD

06.08.2021
MAA BARAHI DEVI (UTTARI BHAWANI KE DARSHAN) . . . gonda se 35 km ki doori par uttari bhawani mandir jise hm barahi devi ke naam se bhi jante hai to aaj unke bare me itihas se judi kuch batey aur wha par mata je darshan. wha jane ke liye aap gonda ke railway station ya bus station se aap private sadhan se ja skte hai jisme apko bus auto aur jeeb bhi mil jayenge aap map ke sahayta se apne bike ya car se bhi ja skte hai . wha agar aap private gadi se jate hai to aapko road se mandir tak ka paidal yatra minimum 2.5 km ka krna hoga.. MANDIR SE JUDI BATE warah puran ke anusar jab hiranya Kashyap ke bhai hiranyach ka pure prithi pr adhipatya ho gya tha. sadhu santo aur rishi muniyo par atyachar badh gya tha to hiranyach ka wadh karne ke liye bhagwan vishnu ko warah ka roop dharan karna pda tha bhagwan vishnu ko patal lok pahuchne ke liye shakti ki aradhna ki to mukundpur ke sukhnoi nadi ke tat par maa Bhagwati barahi devi ke roop me prakat hui. is mandir me stith surang se bhagwan warah ne patal lok jakar hiranyach ka wadh kiya tha. tabhi se ye mandir astitva me aaya. ise kuch log barahi devi aur kuch log uttari bhawani ke naam se janne lage. mandir ke charo traf faili wat vrich ki sakhayen is mandir ko ati praceen hone ka primad deti hai. .#barahidevi #gondatemple #barahavtar #uttaribhawani #uttari #bhawani #uttari bhawani #vsinghvlog #vsinghvlogs #vlogs #upvlogs #indianvlogs #uttaribhawani #barahidevi #maavlogs #gondavlog#joshivlogs #darshan #bhakt

Похожие видео