Kya Hua Tera Wada Song I Mohammad Rafi Songs I Manmohan Uniyal
Kya Hua Tera Wada cover by Manmohan Uniyal This evergreen song is from the movie "Hum Kisi Se Kam Nahin". The song is originally sung by great Mohammad Rafi. Here is the cover by Manmohan Uniyal. Hope you will like it. You can also enjoy the songs with lyrics. Lyrics: Kya hua tera waada woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhen Woh din zindagi ka aakhiri din hoga Kya hua tera wada woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhen Woh din zindagi ka aakhiri din hoga Kya hua tera wada Yaad hai mujhko toone kaha tha Tumse nahin roothenge kabhi Dil ki tarah se aaj mile hain Kaise bhala chhootenge kabhi Teri baahon mein beeti har shaam Bewafa yeh bhi kya yaad nahin Kya hua tera wada woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhein Woh din zindagi ka aakhiri din hoga Kya hua tera wada woh kasam woh irada O kehne waale mujhko farebi Kaun farebi hai yeh bata Woh jisne gham liya pyaar ki khatir Ya jisne pyaar ko bech diya Nasha daulat ka aisa bhi kya Ke tujhe kuchh bhi yaad nahin Kya hua tera wada woh kasam woh irada Bhoolega dil jis din tumhein Woh din zindagi ka aakhiri din hoga Kya hua tera wada woh kasam woh irada
Похожие видео
Показать еще