Idhar Zindagi Ka Janaza Uthega| Manan Bhardwaj | Qayamat Se Pehle Qayamat Hai Yaaro HD
Contact:- 9660595438 (Www.shahajad@gmail.com) ⚠️IMPORTANT NOTICE : These All Things Are Copyrighted. We Just Edited And Published To Audience For Entertainment Purpose Only. All Right to above Music Label & No Copyrights Infringement intended. *All rights reserved to the respective Owners* *DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.* *The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to Showcase the creativity of theArtist involved and is strictly done for promotional purpose.* *DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.* Songs Lyrics:- Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Mere saamne meri duniya lutegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo Zara sochalo kyaa kahega zamana Jawaani pe meri sitaam dhaane waalo Zara sochalo kyaa kahega zamana Idhar mere armaan kafan odh le Idhar mere armaan kafan odh le Udhar unke haath pe mehandi lagegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Woh parde ke pichhe main parde ke aage Na woh aaye aage na main jaaun pichhe Woh parde ke pichhe main parde ke aage Na woh aaye aage na main jaaun pichhe Woh aage badhega to kuch bhi na hoga Woh aage badhega to kuch bhi na hoga Main pichhe hatunga to duniya hasegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Agal se mohabbat ki dushman hain duniya Kahin do dilo ko ye milane na degi Agal se mohabbat ki dushman hain duniya Kahin do dilo ko ye milane na degi Idhar meri gardan pe khanjar chalenga Idhar meri gardan pe khanjar chalenga Udhar unke maathe pe bindiya sajegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Abhi unke hasne ke din hain woh hasle Abhi mere rone ke din hain main ro loon Abhi unke hasne ke din hain woh hasle Abhi mere rone ke din hain main ro loon Magar ek din unko rona padega Magar ek din unko rona padega Ke jis roj bhi meri maiyyat uthengi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi Qayamat se pehale qayamat hain yaaro Mere saamne meri duniya lutegi Idhar zindagi ka janaza uthega Udhar zindagi unki dulhan banengi.
Похожие видео
Показать еще