TITANIC लौट आया है (ज़रूर देखे इस वीडियो को) ||TITANIC IS BACK [HINDI] HD

30.10.2018
TITANIC IS BACK LEARN MORE ABOUT NEW TITANIC OR TITANIC 2 SUBSCRIBE NOW: https://www.youtube.com/channel/UCl_RLiU14wpw2Svw2R16VXQ?sub_confirmation=1 FOLLOW US ON: Twitter: https://twitter.com/SOLVED56108586 Facebook: https://www.facebook.com/solvedworld/ instagram: @solvedworld LEARN MORE AT: https://en.wikipedia.org/wiki/Titanic_II LIKE SUBSCRIBE SHARE NOW MUSIC: https://www.bensound.com/ VIDEO TRANSCRIPTION hello friends aap sabhi ka swagat hai hamari iss video ma. To Titanic ya RMS titanic ka naam to apne suna hi hoga. Yeh ek aisa jahaz tha jiske bara ma kaha jaata tha ki yeh kabhi nahi dubega but aisa nahi hai. Lekin kya aap janta hai ki titanic fersi lautna wala hai . ji haa, titanic ko firse bnaya ja rha hai aur yeh koi jhooth nahi hai. Na hi views ka lia ki gai bat hai. Agar apko iska saboot janna chahta hai to iss video ma wikipedia ka uss official page ka link hai jispe titanic 2 ka baare ma baat ki gai hai. aap chahe to waha jakr check kr skte hai To ab hum titanic 2 ka baare ma kuch aur baate jan late hai but usse pehle hum yeh dekhte hai ki 1912 ma titanic ka saath kya hua tha aur ab wo kaha hai. April 1912 ko ek aisa hadsa hoya jiske bara ma kisine kabhi nahi socha hoga. Is ghatna ma dunia ka sabse bada jahaz ek ice berg yani ki barf ke tokde ka saath takrane ki wajah se samudar ma dub gya. Titanic dunia ke kuch bahut hi amir log hi majud tha. jinme john jacob 4 bhi ek tha . John america ka ek bahut hi mashoor businessman tha. Unke ilawa es jahaz par 2224 passengers aur maujad tha ,jinme sa jaytadar log america, britain aur europe sa tha. Titanic ka dubne ki wajah sa lagbag 1500 logo ki maut hogya thi, jo isse dunia ka sabse bda hadsa bnata hai. titanic ka wreck yani ki mlba aaj bi samudar ka niche majud hai. yeh malba 4 km ki gharai pa hai aur 2 alag tukdo ma bta hai aur inpar lgbag 28 prkar ka samudri jiv rehte hai. Titanic ke mlbe ko kai koshiso ka bad 1985 ma dhunda gya tha aur heran krne wali baat yeh hai ki dubne sa pehla titanic ka mlba sirf ek hi piece tha but saundar ke andar rehne ki wajah se uske tukde ho gay. Ab hum baat krte hai titanic 2 ka baare ma. To titanic 2 ek aisa jahaz hai jisse original titanic sa inspire hoke bnaya gya hai. Ise bnane ka sabse pehla kdm uthay tha, brisbane,australia ke ek business clive palmer na, Iss project par total kharcha a skta hai 500 million dollar yani ki lgbg 3660 crore rupees. Agar apka bhi man hai titanic 2 par jane ka par apko titanic ka hall dekh kar dar kg rha hai to chinta mat kare titanic 2 bahut jyada safe hone wali hai. Aur iss ship ko bnata waqt security ka khas dhyan diya gya hai . iske alava isper apko extra life boats and evacuation chamber mi mil jyanga Agar hum iske interiors ki bat kre to woh jyadatar original titanic ka jaise hi hai but kuch changes bhi kiye gaya hai take safety ko bdhaya ja sake. to ab baat krte hai ki ap iss jahaz ka safar kb kar skte hai? First time jab 2012, ship ki building start hoye thi tab aisa mana gya tha ki yeh ship 2016 t

Похожие видео