Nusrat Fateh Ali Khan - Sanson Ki Mala Pe - Complete [English Subtitles]

01.08.2013
sanson ki mala pe simroon main pee ka naam apne munn ki main jaanoon aur pee ke munn ki Ram ek ka sajan mandir mein ek ka preetam masjid mein aur mein sanson ki mala pe simroon main pee ka naam papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai o khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou munn likh diya sawarya ke naam mein pee ki morat ko poojoon, mein pee ki suurat ko poojon her dam... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi ke chupwan ke matware pee ke naam ke sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay bhejon kisay sandes mein her her mein hai her basay, her her ko hai her ki aas her ko her her dhoond phiri, aur her hai more paas deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay dekhan doon preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum tum aik hein preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi hai apna joog haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein jaanon tohe her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai mein naahen mein naaheen joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree nagri nagri dwaare dwaare pee ki shabad sunaon ree taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon ree tan mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree ... preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein badnaam prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal deedar pe neend aa jaye kaanton pe aaram jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam sanson ki mala pe simroon mein pee ja naam apne munn ki mein janoon aur pee ke munn ki Raam saanson ki malaa pe simroon...

Похожие видео

Показать еще