Juda Juda Song - Nobita Saves Shizuka ||Animations Of Doraemon|| HD

30.06.2017
Juda Juda Lyrics From Single Hindi Song: This Romantic Sad Song is sung by Amir Hassan and composed by Ehsan Parvaiz Mehdi while the lyrics are penned by Ehsan Parvaiz Mehdi. The “Juda Juda” Official audio song was released on 21 Feb 2016. Singer: Amir Hassan Music: Ehsan Parvaiz Mehdi Lyrics: Ehsan Parvaiz Mehdi Juda Juda Lyrics: Mujhse to kehte the Na kabhi roothoge Na kabhi hoge mujhse tum khafa Aisa kya ho gaya Tu kahaan kho gaya Kya nahin thi meri dil mein wafa Hain yeh kaisi ghadi jo badalti nahi Ho gayi dooriyan kyun bewajaha Juda, juda yeh huye kyun hum Yeh bta… Huzoom yaadon ka hua hain Har jagaha.. Inn aankhon mein mile tujhe jo apna Aap to… Tu aake dena mujhe bhi hausla-x2 Kya maine khoya, kya nahi paya Iska koi mujh koi gham nahi Tujhse jude the silsilein sare Par hum rahe hain ab hum nahin Ho… teri yaadon ko bhula loon Main kaise yeh saja doon Khud ko yeh bta de zara Hain yeh kaisi kam poori hoti nahi Pyaar tujhse kiya tha bepanah Juda, juda yeh huye kyun hum Yeh bta… Huzoom yaadon ka hua hain Har jagaha.. Inn aankhon mein mile tujhe jo apna Aap to… Tu aake dena mujhe bhi hausla Khud se khafa hoon, tujhse juda hoon Roothe huye hain sab asarein Har jufat ju mein, kar to chukka hoon Mitte nahi kyun yeh fasalein Tujhe khoya hain paake kahan dhundu Main jaake mujhko yeh bata de jara Saans chalti nahi, aankhein thamti nahin Haush bhi ab huye hain lapta Juda, juda yeh huye kyun hum Yeh bta… Huzoom yaadon ka hua hain Har jagaha.. Inn aankhon mein mile tujhe jo apna Aap to… Tu aake dena mujhe bhi hausla

Похожие видео

Показать еще