King - ERA | The Gorilla Bounce | Prod by. Section8 | Latest Hit Songs 2021 HD

30.09.2021
✅FollowOn Instagram✅ https://www.instagram.com/ifeelking Artist - King Female Lead - Megha Sharma Lyrics & Composed By - King Music Produced By - Section 8 Mix & Master By - Sshiv Edit Colourist Vfx CGI - DilpreetVFX Assistant Editor -Akshit Rightway Director/D.O.P - Navdeep Chitti Associate Director - Nikita Thakur Assistant Director - Yash Chhabra Production - Richa Prinja Productions Make up & Hair - Karan Makeovers / Tony Hair Costume - Suit Yourself By Mayank Video Concept By - King This album is in association with KingsclanMGMT. Shows,Business and Bookings kingsclanmgmt@gmail.com #King​ #era​ #thegorillabounce Lyrics: Verse 1 Maine logo ke bhi beech khade dekhi tanhaayi Jitni kamayi utni hi waah waahi Mere paas koi degree ni dil jeetne ki Dil se hi gaayi aur kardi chadhayi Main kalla bhukka betha reha kayi dina tak Beri khush hoye soche chal gaya luck Maine jaan ke ye saare muh maarne ko chhode Kyuki Kutton ke hisse ka sher khata nahi haq Pre-Chorus Group banaake saade karde burayi Kade gang asli na aake chakle Do chaar dina di eh temporary hype Ehnu kakka saambh ke tu rakhle Hook Daur aya mera kayi bande phuk gaye Kabhi fir mere saamne ni takre Vo kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre Verse 2 Pyaar jua hai Poori naa-insaafi Cheen liya neki Jisne baant diya paapi Main baant aya sab fir kya hi chalaaki? Zindagi jo meri kabhi kisi ne ni jhaanki. Door se hi khade mujhe dekh rahe Ye chhu nahi sakenge itni dooriyaan banaadi Main kalla dukhi betha reha kayi dina tak Beri khush hoye soche Raja gaya thak Maine jaanke ye saare mauka marne ko chhode Taaki pata chale thaali mein tha chhed kaha tak. Pre-Chorus Waqat banata koi ban da nai bad Edda quote ta duniya hi boldi Mind na kari mere Hathha ch mashook kakka chhatiyaan puchke ni kholdi Hook Daur aya mera kayi bande phuk gaye Kabhi fir mere saamne ni takre Vo kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre Verse 3 Pyaar tu maange, De wafa jaan - e - mann Mera dhyaan baateon mein na rakha jaan - mann Husan ki galiyon mein firta main roz Mujhe teri bhi saheliyon ne takha jaan - e - mann Ilzaam mera main na tera hua Ye bhi ghao mera tune chheda hua Rishton se zada sachha paisa mujhe lagta hai Tera hua na kabhi mera hua Khel ye mere saamne kaise kar jaati ho? Ek dil ko sabmein baant ke kaise reh paati ho? Ho tere yaar bhathere meri bas ek maai Jeb dekh ke pyaar ni karti Naam aur shauhrat aur moti hai kamayi Teeno Raaja ki baahon meim marti Hook Daur aya mera kayi bande phuk gaye Kabhi fir mere saamne ni takre Vo kya hi sach se nibhaane yaariyaan Ho jinhe khud ke imaan se hi khatre

Похожие видео