Nohay 2019 1441 | Bahadur Hussain(AS) | Asif Raza Khan | Title Noha 2019 | 4K Video | English Sub HD
Reciters & Composed : Asif Raza Khan - feat. Hasnain Mehdi (Intro) Written By: Irfan Nagri Audio: Tirmah Zaidi (Karachi) Backing Vocals: Hasnain Mehdi - Kamran Raza Khan - Asif Raza Khan Video Camera & Lighting Team : Farhan Zahid - Usman Ghafar and Team (Media Line) Edit & Animation : Irfan Raza Directed By: Kamran Raza Khan Post: Panjtan Media Production English Translation: Syed Habib Ullah Islamic Date | Muharram Hijri 1441H Album | 2019 / 1441H Subscribe : https://www.youtube.com/asifrazakhan https://www.facebook.com/asifrazakhan... https://www.asifrazakhan.com #Nohay2019 #AsifRazaKhan #Subscribe ituns: https://music.apple.com/us/album/bahadur-hussain/1478542847 google play store : https://play.google.com/store/music/album/Asif_Raza_Khan_Bahadur_Hussain?id=Bpizhigbiuo3z5kdmaqhmw5272u&hl=en spotify : https://open.spotify.com/album/0WPRYtiM0JDNmJmUMhiMXq lyrics: Alam E Arwah Mai Ek Mehfil Sajhe Jaha Parwardigar Ke Har Payambar Ki Roh Mojood Te Muhammad(SAW) Or Ahlebait(AS) Bhi Waha Mojood Tae Es Mehfil Mai Allah Ki Awaz Ati Hai Koun Hai Tum Mai Se Jo Mere Imtehan Mai Pora Utre Tamam Anbiya(AS) Or Farishte Mojood Hone Ke Bawajod Koi Apna Sar Na Utha Saka…! Sar Apna Uta Kar Sarwar Ne Allah Se Ye Farmaya Dene Ko Kasoti Aye Malik Tayar Hai Zahra(sa) Jaiya Allah Ne Kaha Phir Choudna Hoga Saat Mai Leykar Kunba Abad Tumhe Karna Hoga Phir Dasht E Bala Ka Sehra Qasim(as) Sa Jawan Tum Ko Douge Asghar(as) Ko Lagega Naiza Ek Bhai Ka Lasha Hoga Padha Maqtal Mai Kinare Darya Sarwar Ne Ye Batain Suon Ke Jawaban Rab Se Kaha Ek Jumla Es Hal Mai Bhi Shukar Ka Pora Kar Ke Rahonga Sajda Ye Baat Soun Kar Tamam Rohain Malak Payambar Yaha Talak Khud Khuda Ne Di Ye Sada…! Bahadur Hussain 1. Bahaduri Ki Ye Dastan Hai Or Eska Markaz Hai Karbala Ye Karbala Tou Khuda Ki Janib Se Azmaish Ki Hai Jaga Bohot Payambar(SAW) Yaha Se Guzre Yaha Pe Koi Na Reh Saka Kesi Se Bhi Imtehan E Khaliq Yaha Pe Takmeel Na Houwa Ye Hosila Bas Hussain(as) Ka Taa Jo Saat Leykar Tamam Kunba Chala Ba Soey Bala Bahadur Hussain 2. Ye Sar Zameen Karb Ki Zameen Tee Esi Liye Tee Ye Karbala Esi Liye Tou Hodoud Karbal Mai Rab Se Laite Tae Sab Pana Magar Hussain(as) Ibn e Murtaza(as) Ne Nizam Fitrat Badal Diya Ke Karb Ki Ye Zameen Jaha Ko Muhaiya Karti Hai Shifa Ye Kam Zahra(sa) Ke Chain Ka Hai Ye Mujiza Bas Hussain(as) Ka Hai Pukari Karbobala Bahadur Hussain(AS) 3. 72 Afrad Ko Bita Kar Hussain(AS) Ne Daiko Kiya Kaha Chargh Sheh Ne Bujha Diye Satiyo Ko Phir Alvida Kaha Yaha Talak Sat Aagye Ho Hussain(as) Tum Se Raza Kaha Muqable Mai Ta Jitna Lashkar Hussain(as) Ka Hosila Ye Pa Kar Shikast Man Gaya Bahadur Hussain(as) 4. Azan E Akbar Se 10 Muharam Ke Din Ka Soraj Tolo Houwa Abad Talak Aaj Se Jahan Mai Bahaduri Ka Ye Roz Taa Bahaduri Ye Tee Zinda Rakna Ta Es Jaha Mai Khuda Khuda Kaho Main Tarekh Ki Zubani Khuda Bachane Ka Roz Taa Khuda Pareshan Taa Aj Ke Din Hussain(as) Ka Nafs Mutmaen Ta Khuda Ki Kar Ke Sana 5. Khuda Se Jo Jo Kiya Ta Wad