Piya Aiso Jiya Mein kathak dance. HD
Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Har Aahat Pe Samjhi Woh Aa Gayo Re (2) Jhat Ghunghat Mein Mukhda Chhupa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re... More Angna Mein Jab Purwaiya Chali, More Dwaare Ki Khul Gayi Kiwadiya (2) O Daiyya, Dwaare Ki Khul Gayi Kiwadiya Maine Jaana Keh Aa Gaye Sanwariya More (2) Jhat Phoolan Ki Sajiya Pe Jaa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re... Maine Sindoor Se Maang Apni Bhari, Roop Saiyan Ke Kaaran Sajaaya (2) O Maine Saiyan Ke Kaaran Sajaaya Iss Darr Se Kisi Ki Nazar Na Lage (2) Jhat Nainan Mein Kajra Laga Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Har Aahat Pe Samjhi Woh Aa Gayo Re (2) Jhat Ghunghat Mein Mukhda Chhupa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re! Song by Geeta Dutt