Sahib Biwi Aur Ghulaam - Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re - Geeta Dutt HD

30.11.2011
Film - Sahib Biwi Aur Ghulaam 1962, MD - Hemant Kumar, Lyricist - Shakeel Badayuni, Singer - Geeta Dutt Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Har Aahat Pe Samjhi Woh Aa Gayo Re (2) Jhat Ghunghat Mein Mukhda Chhupa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re.... More Angna Mein Jab Purwaiya Chali, More Dwaare Ki Khul Gayi Kiwadiya (2) O Daiyya, Dwaare Ki Khul Gayi Kiwadiya Maine Jaana Keh Aa Gaye Sanwariya More (2) Jhat Phoolan Ki Sajiya Pe Jaa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re.... Maine Sindoor Se Maang Apni Bhari, Roop Saiyan Ke Kaaran Sajaaya (2) O Maine Saiyan Ke Kaaran Sajaaya Iss Darr Se Kisi Ki Nazar Na Lage (2) Jhat Nainan Mein Kajra Laga Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re Keh Main Tan Mann Ki Sudh-Budh Ganwa Baithi Har Aahat Pe Samjhi Woh Aa Gayo Re (2) Jhat Ghunghat Mein Mukhda Chhupa Baithi Piya Aiso Jiya Mein Samaaye Gayo Re!

Похожие видео